Liked on YouTube: Dimaag Hilaa Dene Vaale || Hindi Motivational Quotes | Inspirational Shayari Video
Dimaag Hilaa Dene Vaale || Hindi Motivational Quotes | Inspirational Shayari Video
Join me on facebook: http://bit.ly/2zoJzHO My Facebook group: http://bit.ly/2EXrEuA This video is a collection of some of the best inspirational and motivational quotes and shayari in hindi. Voice by Abby Viral Here are the quotes: Aaj nahi to aur kabhi, Karenge log gaur kabhi. Baadam khane se akal nahi aati, dhakke khane se aati hai Udne me burai nahi hai, aap bhi udein, Lekin utna hi jaha se zameen saaf dikhe. Agar aap sahi ho to kuch bhi sabit karne ki koshish mat karo, bas sahi bane raho. Gavahi waqt khud dega. Maidaan me hara hua insaan jeet sakta hai, lekin man se haara hua insaan kabhi nahi jeet sakta. Jab tak kisi kaam ko kiya nahi jata, tab tak vo asambhav lagta hai. Sher chalang maarne ke liye ek kadam peeche leta hai, isi tarah jab zindagi aapko peeche dhakelti hai to kamar kas lein, zindagi aapko ek ucchi chalang dene ke liye taiyaar hai. Intzaar karne valo ko vahi milta hai jo koshish karne vale chodd jate hain. Kathin samay me samajhdaar log raasta khojte hain, aur kayar log bahana kuch logo ke pas excuese hote hain aur kuch ke pas results Challanges aur bure waqt me kuch log khud toot jate hain aur khuc record todte hain Hame khud me badlav lana chahiye jo badlav hum sansaar me dena chahte hain Mehnat itni khamoshi se karo ke safalta shorr macha de Hamesha yaad rakkho aap apni problems se kai gua bade ho Struggle me aadmi akela hota hai aur safalta me duniya uske sath hoti hai. Jis Jis par ye jag hasa hai usi ne itihaas racha hai Jab lohe ka kaam karke koi tata, Aur jooto ka kaam karke koi bata ban sakta hai to fir aap kyu nithalle baithe ho Ucha udne ke liye pankho ki zarurat pakshiyon ko hoti hai, Insaan to jitna neeche jhukta hai utna hi upar jata hai Koi tere sath nahi to bhi gum na kar Duniya me teri himmat se badhkar koi humsafar nahi hoga Takdeer badal jati hai jab zindagi ka ho koi maksad, Varna umar kat jati hai takdeer ko ilzaam dete dete Is duniya me asambhav kuch bhi nahi hum vo sab kuch kar sakte hain jo hum soach sakte hain aur hum vo sab kuch soach sakte hain jo humne aaj tak nahi socha agar aapke sath chamatkaar nahi ho sakta to khud ek chamatkar ban jaiye Sansaar me iccha poori nahi hoti hai to krodh badhta hai aur iccha poori hoti hai to lobh badhta hai isiliye jeevan ki har tarah ki situation me patience banaye rakhna chahiye jinko apne kaam par bharosa hota hai vo job karte hain aur jinko apne kaam aap bhar bharosa hota hai vo business karte hain jo student savaal puchte hain vo 5 minute ke liye bewakoof banta hai aur jo savaal poochta hi nahi to poori zindagi ke liye bewakoof ban jata hai bura waqt sab ka aata hai, koi nikhar jata hai to koi bikhar jata hai bhagwaan ke bharose mat baitho, kya pata bhagvan aapke bharose baithe ho Agar aap us insaan ki talash kar rahe ho jo aapki zindagi badlega to aaine me dekh lo Ab tak hai zindagi kaati maine aaram se, par aage jeena hai kuch alag andaaz se kabhi kabhi raat me khamoshi dasti hai Mehnati logo par hi kamiyabi jachti hai Jo shakti na hote hue bhi man se haar nahi maanta hai, usko duniya ki koi bhi takat hara nahi sakti Kaam karo aise ki pechaan ban jaye chalo aise ki nishaan ban jaye are zindagi to har koi kaat leta hai dosto agar dum ho to jiyo aise ki misaal ban jaye Insaan kehta hai k paisa ho to kuch kar ke dikhau Aur paisa kehta hai k kuch kar ke dikhao to mai aau koi bhi lakshya insaan ki himmat se bada nahi hota haara vahi jo lada nahi Bharosa khud par rakkho to takat ban jati hai, aur dusro par rakkho to kamzori ban jati hai Bure vo log nahi jo aapko kehte hai k aap kuch nahi kar sakte, bura aapka dimaag hai jo unki baat ko maan leta hai Jin me akele chalne ke hosle hote hain unhi ke peeche ek din kafile hote hain. Kuch log sote hue sapne dekhte hain aur kuch logo ke sapne unhe sone nahi dete Waqt se lad kar apna naseeb badal de, insaan vahi jo apni takdeer badal de kal kya hoga uski kabhi na socho, kya pata kal waqt khud apni lakeer badal de Jitna mushkil struggle hoga jeet bhi utni hi shaandar hogi Tere girne me teri haar nahi tu insaan hai, koi avtaar nahi gir, uth, chal daud fir bhaag, kyunki zindagi sanshipt hai koi saar nahi Success se diniya hame janti hai aur falieure se duniya hame janti hai Jeet aur haar aapki soach pe depend kari hai maan lo to haar gaye thaan lo to jeet gaye hota hai jab aadmi ko apna gyaan, kehlaya vo shaktimaan Jab tak tere pas paisa hai tab tak log puchenge bhai tu kaisa hai
via YouTube https://youtu.be/uFYhAhbS5aY

Comments
Post a Comment